Tuesday, 29 December 2009

Pukarta Hai Koi

Din kuch aese guzaarta hai koi...
Jese aehsan utarta hai koi...

Ayenaa dekh k tassali hoi

k

Hum ko is ghar mein janta hai koi...

dair se gunj rahe hein sannatey,
jese humko chup k chup k pukarta hai koi...

No comments:

Post a Comment