Thursday, 4 February 2010

Donon Jahan De K Wo Samjhe Ye Khush Raha

Donon jahan de k wo samjhe ye khush raha
yan a pari ye sharm ki takrar kya karen

thak thak k har maqam pe do char rah gaye
tera pata na payen to nachar kya karen

kya shama k nahin hai hawa khwah ahal-e-bazm
ho gam hi jan gudaz to gamkhwar kya karen

By Mirza Ghalib

No comments:

Post a Comment